| Taza hawa k liye mai thori
dair chat pe kya aa gia Logon ne shor macha diya k Eid ka Chand
nazar aa gya !!! (‘,’)/Oe insan < )( Banö aj ty21van roza ay |
Chand Raat Mubarak Ho. Is Dua
K Sath K Allah Taala Aapki Zindagi KI * Har Khuahish * * Har Tamanna
* * Har Aarzu * * Har Khushi * * Har Dua * Puri Karay. Aameen. |
| Chand se jab mulakat hoti he Aapke bare
me hi bat hoti he Wo kehta he k mere pas khubsurat sitare he Hum
kehte he unse b Pyare DOST Hmare he |
“Beautiful Dua” Ay Allah hum agr wo na
kar sake jo tu chahta hy. To humen ye taufeeq ata farma k hum wo bi
na karen jo tu nhi chahta. AMEEN |
| \*C*\ \*H*\ |*A*| /*N*/ /*D*/ \*M*\ \*U*\
|*B* | /*A*/ /*R*/ /*A*/ /*K*/ ZIL HAJJ ka ALLAH PAK ap ko ar ap kay
ghar walo ko apna HIFZO AMAAN ma rakhyn ar har khusi naseeb kryn
AMIN |
.-””’-.,.-””’-. ‘. Dil .’ ‘ . Ki
. ‘ Gehrayio se . Apko or Apki family ko Eid-ul-Fitar ka chand
mubarak ho. |
**** Chand Raat Mubarak !! ****
Wishing u kuch khatti,
Kuch meethi,
Kuch chatpati,
Kuch chulbuli
khushion se bhariEid Mubarak
|
MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta
hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada? |
Tu chand mangay main chand dedon,
tu raat mangay me raat dedon,
tu dil mange me dil dedon,
tu jaan mange
.
.
.
Bas yaar Bhik mangnay ki bhi ek limit hoti hai.. |
Her khushi, hansi mange ap se,
Her phool, khushbu mange aap se,Itni roshni ho apki zindagi me k,
khud WAPDA connection mangay apse,
“HAPPY LOAD SHEDDING”
|
| Can I stay here in your inbox and wait
till CHAND RAAT so that I will be 1st to Greet you and wish you
Happy Eid Mubarak |
Close your eyes and imagine my smiley
face my eyes
my nose
my lips
my hairs
ok DONE
Mubarak ho app ne Eid ka chand daikh lia 3 din pehley
|
| Ap sb dua krna Mulana Mufti
Muneeb Ur
Rehman ki
biwi
k kapre sahe
waqt per tayar
ho jayen
warna
last year ki
tarhan 11:30 bjaye eid ka ailan hoga.
|
EID Ka Chand Dekhna Hai Tu Neachay Dekho…
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
Dear Maine Bohat Kosish Ki hai
Mobile Main Aanay ki…
Sorry..
Ap chand nahi dekh Sakte
AnyWayz
EiD MubArAk |
Here comes the day,once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright
And blessing everyone. Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us
“Happy eid”.”Eid mubarak” |
Suna nhi me hr
jga
nzar agaya
hon
“chand mubark”
|
| JASHN-E-AZADI MUBARAK After 03 Days
,
.
Nhi smjhe?
03 Din Baad Aap AZAD Hojayenge
Phr 11 Mahine ki AZADI
So,
In advance,
“AZADI MUBARAK” ;->
|
Raat Ko Naya Chand Mubarak, Chand Ko
Chandni Mubarak, Falak Ko Sitare Mubarak. Sitaroon Ko Bulandi
Mubarak. Aur Aap Ko Hamari Taraf Se: Eid MUBARAK |
| Rahmato ki he ye raat, Namazo ka rakhna
sath, Manwa lena Rab say har baat, Duaon mein rakhna Humein yaad.
Mubarak ho ap ko RAMADAN ki CHAAD RAAT |
Khalqat-e-Khuda Aaj ronay ko hai.
Mah-e-Ramazan bhi Juda honay ko hai. Socho zara kya paya hum ne. Kya
Apny Rabb ko Manaya hum ne? Kya Jany Kabhi Naseeb Ab ye Maah ho na
ho. Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne? Alvida Maah-e-Ramzan. |
| chand Raat Sms Chand aaya hey nikal har
simt ujala hoga Mehfil-e-Eid ka manzar dilkash nirala hoga Tum jo
aajao ae janab-e-mann Rang-e-Eid dekhney wala hoga Eid Mubarak |
<zarori elaan> Mufti Munib Ur Rehman ka
chasma gum hogaya hai. lehaza eid ka faisla un ki saas karen gi yad
rahe un ki saas ka taluq Peshawar se hai. |
| Agar Magrib tak ROIT E HILAL committee k
chairman Mufti Munib Ur Rehman ki Begum ka Eid Suit ready hogaya to
INSHALLAH Saturday ko Eid hogi warna Sunday ko! |
Agar aap chahte ho k is dafa 29 Rozay hon
aur Eid jaldi ho jaye to apne hath uthayen aur ALLAH se mere nazar
aane ki Dua karen |
|
1
2 |