by Umair Murtaza khan » Mon Jan 04, 2010 7:20 pm
Dosti kia hai?...
kisi nay is ko peyaar kaha....kisi nay wafa kaha aur kisi nay baywafa-e ka naam deya....Dosti ek rishta ya bhi kaha geya....mager dosti asaal main ek jazba hai qurbani dainay ka ek ehsas hai mehsoos karnay ka......
Dosti sirf kisi ko dost kahnay say nahi ho jati dost tu naam he hai sath dainay ka, bagair kisi garz baghair kisi maqsaad k..
Dosto ko bewafa keh nahi sakte
aur unke bina hum kabhi reh nahi sakte